प्रभु की आवाज सुन मेरे आत्मा (Prabhu Ki Aawaz Sun Mere Aatma) is an uplifting Hindi Christian worship song. Explore the complete lyrics in Hindi (Devanagari script), English transliteration, song credits, meaning, and official music video below.
| Song Title: | प्रभु की आवाज सुन मेरे आत्मा (Prabhu Ki Aawaz Sun Mere Aatma) |
| Language: | Hindi (हिंदी) |
| Category: | Hindi Christian Songs Lyrics |
| All Songs Directory: | A–Z Christian Songs Directory |
Praise the Lord. प्रभु की आवाज सुन मेरे आत्मा, Prabhu Ki Aawaz Sun Mere Aatma Lyrics, yeshu masih song
Prabhu Ki Aawaz Sun Mere Aatma Lyrics in Hindi
प्रभु की आवाज सुन मेरे आत्मा
पुकारता तुझे बारंबार–(2)
छोड़ दे तू बुराई का रास्ता
जोड़ ले तू प्रभु से रिश्ता –(2)
1)
जीवन तूने उससे है पाया
हाथ पांव और सुंदर काया –(2)
जन जन को है तुम्हें सिखाना
प्रभु की दया ,क्षमा और प्रेम महान
प्रभु की आवाज……..
2)
दुनिया जहां को प्रभु ने बनाया
चाँद सितारों को उसी ने सजाया –(2)
कण कण को है तुम्हें बचाना
प्रभु की दया ,क्षमा और प्रेम महान
प्रभु की आवाज…….
3)
धरती आकाश है प्रभु का डेरा
हर मानव के दिल में बसेरा –(2)
जन-जन को है तुम्हें बताना
प्रभु की दया, क्षमा, और प्रेम महान
प्रभु की आवाज सुन मेरी आत्मा
पुकारता तुझे बारंबार–(2)
You may also like this hindi christian song lyrics ; नमूना बनो युवा समय में, Namuna Bano Yuva Samay Mein
Prabhu Ki Aawaz Sun Mere Aatma Lyrics in English
Prabhu ki aawaz sun meri aatma
Pukarta tujhein barambaar –(2)
Chhod ke tu burayi ka rasta
Jod le tu prabhu se rista –(2)
1.
Jeewan tune use hi paya
Hath paav aur sundar kaya –(2)
Jan – jan ko hain tumhe sikhana
Prabhu ki daya, kshama aur prem mahaan
Prabhu ki aawaz….
2.
Duniya jahaan ko prabhu ne banaya
Chand sitaro ko usne sajaya –(2)
Kan kan ko hain tumhe bachana
Prabhu ki daya,kchhama aur prem mahaan
Prabhu ki aawaz ……
3.
Dharti aakash hain prabhu ka dera
Har maanav ke dil mein hain basera –(2)
Jan jan ko hain tumhe batana
Prabhu ki daya,kchhama aur prem mahaan
Prabhu ki aawaz sun meri aatma
Pukarta tujhe barambaar –(2)
Prabhu Ki Aawaz Sun Mere Aatma Video :
Prabhu Ki Aawaz Sun Mere Aatma Song Info ;
| 1 | Song | प्रभु की आवाज सुन मेरे आत्मा, Prabhu Ki Aawaz Sun Mere Aatma |
|---|---|---|
| 2 | Singer | Kavita Krishnamurthy |
| 3 | Music | – |
| 4 | Lyrics | – |
| 5 | Label | – |
More yeshu masih ke bhajan ;
Discover more Hindi worship songs, chords, and hymns in our Hindi Christian Songs Category or explore our global collection of Top 100 Trending Christian Songs.