विश्वासयोग्य परमेश्वर है तू (Vishwasyogya Parmeshwar hai Tu Lyrics) is an uplifting Hindi Christian worship song. Explore the complete lyrics in Hindi (Devanagari script), English transliteration, song credits, meaning, and official music video below.
| Song Title: | विश्वासयोग्य परमेश्वर है तू (Vishwasyogya Parmeshwar hai Tu Lyrics) |
| Language: | Hindi (हिंदी) |
| Category: | Hindi Christian Songs Lyrics |
| All Songs Directory: | A–Z Christian Songs Directory |
Praise the Lord. विश्वासयोग्य परमेश्वर है तू, Vishwasyogya Parmeshwar hai Tu Lyrics, New Jesus Worship Song
Vishwasyogya Parmeshwar hai Tu Lyrics in Hindi :
विश्वासयोग्य परमेश्वर है तू
देखा है मैंने अपने जीवन में
दुनिया बदलती है, तू न बदलता
बंद आँखों से भी में करता भरोसा
इन्सानों से तू वफ़ादार
सुनता दिल की हर एक पुकार
बेहाली में रखता तू ध्यान
हालातों से तू शक्तिमान
जब तू मिला मिली रिहाई
दम तोड़े हर कठीनाई
संग चले जैसे परछाई
जीते तू मेरी लड़ाई
रोशनी बन के जीवन में आया
मेरी गुलामी से मुझको छुडाया
तोड़ा हर बंधन बेटा बनाया
अपना हर वादा तू ने निभाया
इन्सानों से तू वफ़ादार
सुनता दिल की हर एक पुकार
बेहाली में रखता तू ध्यान
हालातों से तू शक्तिमान
जब तू मिला मिली रिहाई
दम तोड़े हर कठीनाई
संग चले जैसे परछाई
जीते तू मेरी लड़ाई
क्या कोई है? इस जहां में- तुझ सा अज़ीम,
क्या कोई है? इस जहां में – जो हो तुझ सा भला –(2)
दम तोड़े हर कठीनाई
संग चले जैसे परछाई
जीते तू मेरी लड़ाई
💐💐💐💐💐💐💐💐
Vishwasyogya Parmeshwar hai Tu Lyrics in English :
VERSE 1:
Vishwasyogya Parmeshwar hai Tu
Dekha hai meine apne jeevan mein
Duniya badalti hai, Tu na badalta
Band aankhon se bhi mein karta bharosa
PRE-CHORUS:
Insano se Tu Wafadar
Sunta dil ki har ik pukaar
Behali mein rakhta Tu dhyan
Halaton se Tu shaktimaan
CHORUS:
Jab Tu mila mili rihai
Dam tode har kathinai
Sang chale jaise parchhayi
Jeete Tu meri ladai
VERSE-2:
Roshani banke jeevan me aya
Meri gulami se mujhko chhudaya
Toda har bandhan beta banaya
Apna har waada Tu ne nibhaya
BRIDGE:
Kya koi hai? Is jahaan me – Tujh sa azeem
Kya koi hai? Is jahaan me – Jo Ho Tujh sa bhala
💐💐💐💐💐💐💐
Vishwasyogya Parmeshwar hai Tu Music Video :
Vishwasyogya Parmeshwar hai Tu Song Credit :
- Song : Vishwasyogya Parmeshwar hai Tu
- Singer : Rohan Mane, Abeyson Job, John Erry
- Lyrics : Rohan Mane & Sam Alex Pasula
- Music : Sam Alex Pasula
- Label : Bridge Music
Discover more Hindi worship songs, chords, and hymns in our Hindi Christian Songs Category or explore our global collection of Top 100 Trending Christian Songs.