मसीहा मसीहा पैदा हुआ है (Masiha Masiha paida hua hai) is an uplifting Hindi Christian worship song. Explore the complete lyrics in Hindi (Devanagari script), English transliteration, song credits, meaning, and official music video below.
| Song Title: | मसीहा मसीहा पैदा हुआ है (Masiha Masiha paida hua hai) |
| Language: | Hindi (हिंदी) |
| Category: | Hindi Christian Songs Lyrics |
| All Songs Directory: | A–Z Christian Songs Directory |
Praise the Lord. Merry Christmas. मसीहा मसीहा पैदा हुआ है, Jingle bells hindi, Masiha Masiha Paida Hua Hai Lyrics, Christmas Carol
Masiha Masiha Paida Hua Hai Lyrics in English :
Duniya paap main thi, Shaitan ne andha Kiya
Apni galat baton se, Duniya ko bharma diya
Ab samay aa gaya hai, sachai jan ne ka
Ki Yeshu hi Prabhu hai
Jo humare liye paida hua
Masiha – Masiha paida hua hai
Hamein humare paapon se bachne ke liye
Masiha – Masiha Paida hua hai
Taaki hum jeevan ke anand ko mana sakein.
Aye bhatke logo, Yeshu ke pass aao
Vo hi to maarg satya or vo hi jeevan hai
Na Santa na koi ped Or naa koi Jingle Bells
Sache Christmas ka matlab hai Prabhu Yeshu se mel
Chalo Miljul Kar Gaye, Prabhu Yeshu ke Geet
Unke Vachno se lenge, hum iss duniya ko jeet
Hath apne uthaye, chalo tali bajaye
Prabhu Yeshu ki roshni pure Jug main failaye
Masiha – Masiha paida hua hai
Hamein humare paapon se bachne ke liye
Masiha – Masiha Paida hua hai
Taaki hum jeevan ke anand ko mana sakein.
💐💐💐💐💐
Discover more Hindi worship songs, chords, and hymns in our Hindi Christian Songs Category or explore our global collection of Top 100 Trending Christian Songs.