मेरे पास रहना | Mere Paas Rehna | Jesus Song Hindi

📱
Leading Worship or Choir Practice?
Share these lyrics & chords to your WhatsApp group
Share on WhatsApp

मेरे पास रहना (Mere Paas Rehna) is an uplifting Hindi Christian worship song. Explore the complete lyrics in Hindi (Devanagari script), English transliteration, song credits, meaning, and official music video below.

Song Title:मेरे पास रहना (Mere Paas Rehna)
Language:Hindi (हिंदी)
Category:Hindi Christian Songs Lyrics
All Songs Directory:A–Z Christian Songs Directory

Praise the Lord. मेरे पास ही रहना, Mere Paas Hi Rehna Lyrics, Jesus Song Hindi

Mere Paas Hi Rehna Lyrics Hindi

मेरे पास ही रहना प्यारे येशु
तुझ बिन मैं जी ना पाऊंगा –(2)
हालेलुया —(8)

1.

दुःखों में आसु में 
मेरी माँ बनके आ
कर्जों मे कष्टों में
मेरा पिता बन के आ –(2)
मेरे पास ही…..

2.

अंधियारी राहों में 
मेरी रोशनी बनके आ
मौत की वादियों में
मेरा जीवन बन के आ –(2)
मेरे पास ही……

3.
बिमारी की हालत में
मेरी सेहत बन के आ
दुश्मन की अदावत में
मेरा प्यार बन के आ –(2)
मेरे पास ही…..

4.

वचन पढूं जब मैं
मेरा गुरु बन के आ
प्रार्थना करुँ जब में
मेरा प्रभु बन के आ –(2)

मेरे पास ही रेहेना प्यारे येशु
तुझ बिन मैं जी ना पाऊंगा –(2)
हालेलुया —(8)

Mere Paas Hi Rehna Lyrics in English :

Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu
Tujh bin mein jee na paunga –(2) 

Hallelujah –(8)

1.
Dukho mein aansun mein
Meri maa bann ke aa
Karzon mein kashton mein
Mera pita bann k aa –(2)
Mere paas hi…..

2.
Andhyari raahon mein
Meri Roshni bann ke aa
Maut ki vaadiyon mein
Mera jeevan bann ke aa –(2)

Mere paas hi……

3.
Bimari ki haalat mein
Meri sehat bann ke aa
Dushmano ki adawat mein
Mera pyar bann ke aa –(2)

Mere paas hi……..

4.

Vachan padhun jabb mein
Mera guru bann ke aa
Prathna karun jabb mein
Mera Prabhu bann ke aa –(2)

Mere Pass Hi Rehna Pyaare Yeshu
Tujh bin mein jee na paunga –(2) 
Hallelujah –(8)

Mere Paas Hi Rehna Video ;


Mere Paas Hi Rehna Song Info ;

1 Song मेरे पास ही रहना, Mere Paas Hi Rehna
2 Singer Amit Ghatge
3 Music Amit Ghatge
4 Lyrics –
5 Label –
More Yeshu Masih Ke Bhajan ;



Discover more Hindi worship songs, chords, and hymns in our Hindi Christian Songs Category or explore our global collection of Top 100 Trending Christian Songs.

Leave a Reply