धरती आकाश दोनों, Dharti Aakash Dono, Christian Hindi Song is an uplifting Hindi Christian worship song. Explore the complete lyrics in Hindi (Devanagari script), English transliteration, song credits, meaning, and official music video below.
| Song Title: | धरती आकाश दोनों, Dharti Aakash Dono, Christian Hindi Song |
| Language: | Hindi (हिंदी) |
| Category: | Hindi Christian Songs Lyrics |
| All Songs Directory: | A–Z Christian Songs Directory |
Praise The Lord. धरती आकाश दोनों, Dharti Aakash Dono, Christian Hindi Song
Hindi Lyrics :
प्रभु की आवाज़ सुनेंगे,
संसार के सब प्राणी,
उसका ही नाम लेंगे –(2)
1)
प्रभु का वचन ऐसा है,
जो चिराग सा जलता है,
उस पर कोई चलता है,
जीवन उसे मिलता है,
उसके नियम को जो माने,
वो कभी भी ना भटकेंगे,
संसार के सब…
प्रभु का समय आता है,
धरती मगन होगी,
उसकी दया बरसेगी,
और दूर जलन होगी,
उसके वचन की महिमा,
और शक्ति हम देखेंगे,
संसार के सब…
3)
आँखें उठाकर देखो
प्रभु का दिन आयेगा
उसको ग्रहण जो करेगा
वही साथ जायेगा
जिसने प्रभु को न माना
वो एक दिन रोयेंगे
संसार के सब…
Dharti Aakash Dono Video song :
Dharti Aakash Dono Lyrics :
Dharti aakash dono,
Prabhu ki awaj sunenge,
Sansaar ke sab prani,
Us ka hi naam lenge –(2)
Jo chiraag sa jaltaa hai
Us par koi chalta hai
Jeevan use milta hai
Uske niyam ko jo mane
Wo kabhi bhi na bhatkenge
Sansaar ke…
2)
Prabhu ka samay aata hai
Dharti magan hogi
Uski daya barsegi
Aur door jalan hogi
Uske vachan ki mahima
Aur shakti ham dekhenge
Sansaar ke…
Aankhe utha kar dekho
Prabhu ka din aayega
Usko grahan jo karega
Wo saath jayega
Jisne prabhu ko na maana
Wo ek din royenge
sansaar ke…
Song Info :
| 1 | Song | धरती आकाश दोनों, Dharti Aakash Dono |
|---|---|---|
| 2 | Singer | – |
| 3 | Music | – |
| 4 | Lyrics | – |
| 5 | Label | – |
Discover more Hindi worship songs, chords, and hymns in our Hindi Christian Songs Category or explore our global collection of Top 100 Trending Christian Songs.