सारे पृथ्वी के लोग, Sare Prithvi Ke Log, Best Christian Hindi Song Lyrics

📱
Leading Worship or Choir Practice?
Share these lyrics & chords to your WhatsApp group
Share on WhatsApp

सारे पृथ्वी के लोग, Sare Prithvi Ke Log, Best Christian Hindi Song Lyrics is an uplifting Hindi Christian worship song. Explore the complete lyrics in Hindi (Devanagari script), English transliteration, song credits, meaning, and official music video below.

Song Title:सारे पृथ्वी के लोग, Sare Prithvi Ke Log, Best Christian Hindi Song Lyrics
Language:Hindi (हिंदी)
Category:Hindi Christian Songs Lyrics
All Songs Directory:A–Z Christian Songs Directory
Praise The Lord. सारे पृथ्वी के लोग, Sare Prithvi Ke Log, Best Christian Hindi Song 

Hindi Lyrics :

सारे पृथ्वी के लोग

अपने यहोवा का आओ जय जय कर करे –(2)
आओ सब मिलके हम ईबादत करें
उसकी जय जयकार करें
आनंद से चले हम ईबादत करें
उसकी जय जयकार करे

1.
ये जान रखो यहोवा खुदा है
बनाया हमको हम उसके ही है –(2)
हम बंदे है वो हमारा खुदा
उसकी चराई की भेड़ें है –(2)

सारे पृथ्वी…..

2.
धन्यवाद के साथ उसके द्वार से आओ
स्तुति करते हुए आंगन में आओ –(2)
उसकी स्तुति करो, उसकी स्तुति करो
उसके नाम को धन्य कहो –(2)
सारे पृथ्वी…..

3.
यहोवा भला है, यहोवा भला है
करुणा उसकी सदा के लिए है –(2)
उसकी वफादारी पीढ़ी दर पीढ़ी
हंमेशा बनी रहती है –(2)
सारे पृथ्वी…..

Sare Prithvi Ke Log Video Song :


Sare Prithvi Ke Log Lyrics :

Sare Prithvi ke log 

anpni yahowa ka aao jai jaikar karien –(2)
aao sab mil ke hum ibadat karein, 
Uski jai jai kar karein
aanand se chalein hum ibadat karein
Uski jai jaikar karein

1.
Ye dhayan rakho Yahowa Khuda hai
banaya humko hum Uske hi hain –(2)
hum bandey hain Wo hamara Khuda
uski Charaeeyon ki bhedein hai –(2)
Sare Prithvi ……..

2.
Dhanyavaad ke saath Uske dwaar se aao
stuti karte huye aangan mein aao –(2)
Uski Stuti karo, Uski Stuti Karo
Uske Naam ko dhanya kaho –(2)
Sare Prithvi …….

3.
Yahowa bhala hai, yahowa bhala hai
karuna Uski sada ke liye hai –(2)
Uski wafadaari peedhi dar peedhi
hamesha bani rehti hai –(2)
Sare Prithvi ……..

Song Info :

1 Song सारे पृथ्वी के लोग, Sare Prithvi Ke Log,
2 Singer Udit Narayan
3 Music –
4 Lyrics –
5 Label –
ये christian hindi songs भी आपको पसंद आयेंगे ;

Discover more Hindi worship songs, chords, and hymns in our Hindi Christian Songs Category or explore our global collection of Top 100 Trending Christian Songs.

Leave a Reply