🎵 Song Lyrics in Hindi Script (हिन्दी लिरिक्स)
मुखड़ा / कोरस:
आनंद ही आनंद है
मेरे येशु के चरणों में
1. पाप मेरा क्षमा हुआ – श्राप मेरा निकल गया
येशु के रक्त द्वारा
नया जीवन येशु में – कृपा जीवन येशु में
पवित्र आत्मा द्वारा ॥आनंद ही आनंद है॥
2. बाजे के शब्द में – दूतों की सेना में
आयेगा येशु राजा
क्षणमात्र में हम रूपांतर होकर
महिमा में जायेंगे ॥आनंद ही आनंद है॥
3. सर्वशक्तिमान येशु – विजय का दाता
जय देनेवाला है
एक कंठ से हम – होसन्ना गाकर
सब को बतायेंगे हम ॥आनंद ही आनंद है॥
🔤 Song Lyrics in English Transliteration
Aanand Hi Aanand Hai
Mere Yeshu Ke Charnon Mein
1. Paap Mera Kshama Hua – Shraap Mera Nikal Gaya
Yeshu Ke Rakt Dwaara
Naya Jeevan Yeshu Mein – Krupa Jeevan Yeshu Mein
Pavitra Aatma Dwaara ||Aanand Hi Aanand Hai||
2. Baaje Ke Shabd Mein – Dooton Ki Sena Mein
Aayega Yeshu Raaja
Kshanmaatra Mein Hum Roopaantar Hokar
Mahima Mein Jaayenge ||Aanand Hi Aanand Hai||
3. Sarvashaktimaan Yeshu – Vijay Ka Daata
Jay Denewaala Hai
Ek Kanth Se Hum – Hosanna Gaakar
Sab Ko Bataayenge Hum ||Aanand Hi Aanand Hai||
🎸 Guitar & Keyboard Chords
Key: D Major | Time Signature: 4/4 | Capo: None
[Intro]
D - Bm - G - A - D
[Chorus]
[D] [Bm]
Aanand Hi Aanand Hai
[G] [A] [D]
Mere Yeshu Ke Charnon Mein (2)
[1. Stanza]
[D] [Bm]
1. Paap Mera Kshama Hua Shraap Mera Nikal Gaya
[G] [A] [D]
Yeshu Ke Rakt Dwaara (Aanand Hi Aanand)
📖 Meaning & Spiritual Reflection (भावार्थ)
Hindi Bhavaarth (भावार्थ):
प्रभु यीशु के चरणों में पाप-क्षमा, आत्मा की नई सृष्टि और प्रभु के द्वितीय आगमन में महिमा युक्त रूपांतरण का परमानंद।
English Meaning:
Rejoicing in the fullness of joy found at the feet of Jesus, from redemption by His blood to our future glorification.
🎥 Watch & Listen (ऑडियो & वीडियो गीत)