🎵 Song Lyrics in Hindi Script (हिन्दी लिरिक्स)
मुखड़ा / कोरस:
दुनिया बनानेवाले तेरी जय हो (3)
जय हो सदा के लिए (4)
1. तुम्हारे कहने से दुनिया बनी – तुम्हारे कहने से आँधी थमी
तुम्हारे जैसा चित्रकार कोई नहीं – ओ मेरे प्यारे पिता ॥दुनिया बनानेवाले॥
2. दुनिया सजानेवाले तेरी जय हो (2) – दुनिया रचानेवाले तेरी जय है
जय हो सदा के लिए (4) ॥दुनिया बनानेवाले॥
3. येशु को तू ने कुर्बान किया – पापों को मेरे स्वीकार किया
तुम्हारे जैसा कोई और नहीं – ओ मेरे प्यारे पिता ॥दुनिया बनानेवाले॥
4. दुनिया बचानेवाले तेरी जय हो (2) – दुनिया रचानेवाले तेरी जय है
जय हो सदा के लिए (4) ॥दुनिया बनानेवाले॥
🔤 Song Lyrics in English Transliteration
Duniya Banaanewaale Teri Jay Ho (3)
Jay Ho Sada Ke Liye (4)
1. Tumhaare Kehne Se Duniya Bani – Tumhaare Kehne Se Aandhi Thami
Tumhaare Jaisa Chitrakaar Koi Nahi – O Mere Pyaare Pita ||Duniya Banaanewaale||
2. Duniya Sajaanewaale Teri Jay Ho (2) – Duniya Rachaanewaale Teri Jay Hai
Jay Ho Sada Ke Liye (4) ||Duniya Banaanewaale||
3. Yeshu Ko Tu Ne Kurbaan Kiya – Paapon Ko Mere Sweekaar Kiya
Tumhaare Jaisa Koi Aur Nahi – O Mere Pyaare Pita ||Duniya Banaanewaale||
4. Duniya Bachaanevaale Teri Jay Ho (2) – Duniya Rachaanewaale Teri Jay Hai
Jay Ho Sada Ke Liye (4) ||Duniya Banaanewaale||
🎸 Guitar & Keyboard Chords
Key: C Major | Time Signature: 4/4 | Capo: None
[Intro]
C - Am - F - G - C
[Chorus]
[C] [Am]
Duniya Banaanewaale Teri Jay Ho (3)
[F] [G] [C]
Jay Ho Sada Ke Liye (Duniya Banaanewaale)
[1. Stanza]
[C] [Am]
1. Tumhaare Kehne Se Duniya Bani Tumhaare Kehne Se Aandhi Thami
[F] [G] [C]
Tumhaare Jaisa Chitrakaar Koi Nahi (Duniya Banaanewaale)
📖 Meaning & Spiritual Reflection (भावार्थ)
Hindi Bhavaarth (भावार्थ):
सृष्टि के महान चित्रकार और दुनिया की रचना करने वाले पिता परमेश्वर की जयकार, जिन्होंने यीशु मसीह के बलिदान से हमें बचाया।
English Meaning:
A beautiful worship hymn praising God the Master Painter and Creator who calmed the storms and gave His Son to save the world.
🎥 Watch & Listen (ऑडियो & वीडियो गीत)