🎵 Song Lyrics in Hindi Script (हिन्दी लिरिक्स)
मुखड़ा / कोरस:
हो जय जयकार जय जयकार करे (2)
वो है हमारा राजा – दुःख संकट से बचाता
हम पर अपनी करुणा करता – और करता उपकार
क्यों न उसपर तन मन हारे दे अपना अधिकार
1. उसपर जिसका भरोसा – वो तो कभी ना गिरेगा
चाहे बीमारी – चाहे गरीबी – चाहे अकाल
सब संकट से सब कष्टों से हो जायेगा पार ॥हो जय जयकार॥
2. स्वर्ग है उसका सिंहासन – पृथ्वी बनी है आसन
आकाश उसकी महिमा बताये – हस्त कला को दिखाये
सारी सृष्टि उसकी रचना उसका ही है प्रताप ॥हो जय जयकार॥
🔤 Song Lyrics in English Transliteration
Ho Jay Jaykaar Jay Jaykaar Kare (2)
Wo Hai Humaara Raaja – Dukha Sankat Se Bachaata
Hum Par Apni Karoona Karta – Aur Karta Upkaar
Kyon Na Uspar Tan Man Haare De Apna Adhikaar
1. Uspar Jiska Bharosa – Wo To Kabhi Na Girega
Chaahe Beemaari – Chaahe Gareebi – Chaahe Aakaal
Sab Sankat Se Sab Kashton Se Ho Jaayega Paar ||Ho Jay Jaykaar||
2. Swarg Hai Uska Sinhasan – Prithvi Bani Hai Aasan
Aakaash Uski Mahima Bataaye – Hast Kala Ko Dikhaye
Saari Srishti Uski Rachna Uska Hi Hai Prataap ||Ho Jay Jaykaar||
🎸 Guitar & Keyboard Chords
Key: F Major | Time Signature: 4/4 | Capo: None
[Intro]
F - Dm - Bb - C - F
[Chorus]
[F] [Dm]
Ho Jay Jaykaar Jay Jaykaar Kare (2)
[Bb] [C]
Wo Hai Humaara Raaja Dukha Sankat Se Bachaata
[F] [Dm]
Hum Par Apni Karoona Karta Aur Karta Upkaar
[Bb] [C] [F]
Kyon Na Uspar Tan Man Haare De Apna Adhikaar
[1. Stanza]
[F] [Dm]
1. Uspar Jiska Bharosa Wo To Kabhi Na Girega
[Bb] [C]
Chaahe Beemaari Chaahe Gareebi Chaahe Aakaal
[Bb] [C] [F]
Sab Sankat Se Sab Kashton Se Ho Jaayega Paar (Ho Jay Jaykaar)
📖 Meaning & Spiritual Reflection (भावार्थ)
Hindi Bhavaarth (भावार्थ):
हमारे राजा प्रभु यीशु मसीह के सर्वशक्तिमान संरक्षण और सृष्टि पर उनके अद्भुत आधिपत्य का गुणगान; उन पर भरोसा रखने वाले कभी लज्जित नहीं होंगे।
English Meaning:
A triumphant anthem proclaiming that those who put their trust in the King of Kings will overcome sickness, lack, and affliction.
🎥 Watch & Listen (ऑडियो & वीडियो गीत)