🎵 Song Lyrics in Hindi Script (हिन्दी लिरिक्स)
मुखड़ा / कोरस:
जय जय प्रभु येशु की
जय जय प्रभु येशु की
हमको बचाने आया जगत में
उसकी स्तुदि करो
हा… हा… हा… हा… हा… हालेलुयाह…
हो… हो… हो… हो… हो… होसन्ना…
ला… ला… ला… ला… ला… ला…
हालेलुयाह आमेन
1. खुन की धारा बहती सूली से – जिसमें धूले सब पाप
धोलो तुम भी अपने हृदय को – उसमें रहे ना दाग ॥जय जय प्रभु॥
2. ग्रहण करो तुम आज येशु को – खुन की बहती धार
उसको बनालो खेवन हारा – नैया लगालो पार ॥जय जय प्रभु॥
3. वापस आता मेरा प्रभुजी – ले जायेगा साथ
आशा मेरी अब तो यही है – चलो तुम मेरे साथ ॥जय जय प्रभु॥
4. हर दम होंगे साथ येशु के – खुशी और शांति आराम
आयेगा वो लेने तुमको – रहना तुम तैयार ॥जय जय प्रभु॥
🔤 Song Lyrics in English Transliteration
Jay Jay Prabhu Yeshu Ki
Jay Jay Prabhu Yeshu Ki
Humko Bachaane Aaya Jagat Mein
Uski Stuti Karo
Haa… Haa… Haa… Haa… Haa… Hallelooyah…
Ho… Ho… Ho… Ho… Ho… Hosanna…
Laa… Laa… Laa… Laa… Laa… Laa…
Hallelooyah Aamen
1. Khoon Ki Dhaara Bahti Sooli Se – Jismein Dhoole Sab Paap
Dholo Tum Bhi Apne Hruday Ko – Usmein Rahe Na Daag ||Jay Jay Prabhu||
2. Grahan Karo Tum Aaj Yeshu Ko – Khoon Ki Bahti Dhaar
Usko Banaalo Khevan Haara – Naiya Lagaalo Paar ||Jay Jay Prabhu||
3. Waapas Aata Mera Prabhuji – Le Jaayega Saath
Aasha Meri Ab To Yahi Hai – Chalo Tum Mere Saath ||Jay Jay Prabhu||
4. Har Dam Honge Saath Yeshu Ke – Khushi Aur Shaanti Aaraam
Aayega Wo Lene Tumko – Rehna Tum Taiyaar ||Jay Jay Prabhu||
🎸 Guitar & Keyboard Chords
Key: F Major | Time Signature: 4/4 | Capo: None
[Intro]
F - Dm - Bb - C - F
[Chorus]
[F] [Dm]
Jay Jay Prabhu Yeshu Ki
[Bb] [C] [F]
Jay Jay Prabhu Yeshu Ki (2)
[F] [Dm]
Humko Bachaane Aaya Jagat Mein
[Bb] [C] [F]
Uski Stuti Karo Hallelooyah
[1. Stanza]
[F] [Dm]
1. Khoon Ki Dhaara Bahti Sooli Se Jismein Dhoole Sab Paap
[Bb] [C] [F]
Dholo Tum Bhi Apne Hruday Ko (Jay Jay Prabhu)
“`
📖 Meaning & Spiritual Reflection (भावार्थ)
Hindi Bhavaarth (भावार्थ):
कलवरी क्रूस से बहती लहू की धारा में पापों की शुद्धि और प्रभु यीशु के शीघ्र आगमन की तैयारी का आह्वान।
English Meaning:
Rejoicing in the cleansing flow of the Cross of Calvary and eagerly preparing for the glorious return of our Lord.
🎥 Watch & Listen (ऑडियो & वीडियो गीत)