मसीहा आया है – Masiha Aaya Hai Song Lyrics | Hindi Christian Song is an uplifting Hindi Christian song. Explore the complete lyrics in Hindi (Devanagari script), English transliteration, song meaning, and official video below.
| Song Title: | मसीहा आया है – Masiha Aaya Hai Song Lyrics | Hindi Christian Song |
| Language: | Hindi (हिंदी) |
| Category: | Hindi Christian Songs Lyrics |
| All Songs Directory: | A–Z Christian Songs Directory |
Masiha Aaya Hai Lyrics in Hindi
मसीहा आया है
जग में खुशियाँ लाया है
सारे जहां में आज
ये पैगाम आया है –(x2)
मसीहा आया है
1.
बीबी मरियम उसे सुलाने
मीठी लोरी गाती है
बड़े प्यार से उसे सुलाने
कांधो पे सहलाती है –(x2)
मसीह का राज आया है
तारे ने बतलाया है –(x2)
क्या?
मसीहा आया………..|
2.
ठोकर मारो सूट बूट को
पहले दिल को साफ करो
जो भी होगा दुश्मन अपना
पहले उसको माफ़ करो–(x2)
मसीह का राज आया है
तारे ने बतलाया है –(x2)
क्या?
मसीहा आया है
———–|———|———|———-
Masiha Aaya Hai Lyrics in Hinglish
Chorus
Masiha aaya hai
Jag me khushiyaa laaya hai
Saare jahaan me aaj
Ye paigaam aaya hai –(x2)
Masiha aaya hai
Verse 1
Bibi mariyam usey sulaane
Meethi lori gaati hai
Bade pyaar se usey sulaane
Kaandho pe sehlaati hai –(x2)
Masih ka raaj aaya hai
Taare ne batlaya hai –(x2)
Kyaa ?
Verse 2
Thokar maaro soot boot ko
Pehle dil ko saaf karo
Jo bhi hoga dushman apna
Pehle usko maaf karo (2)
Masih ka raaj aaya hai
Taare ne batlaya hai (2)
Kyaa ?
———–|———|———|———-
Song : Masiha Aaya Hai
Singer : Aarush Benjamin, Stuti Jolly, Aaron Gabriel Thomas
Lyrics : –
Music : Shalom Naik and Aman Netam
Label ; Jaago Music
Hindi Christmas Songs List | हिंदी क्रिसमस गानों की सूची
Mor Lyrics ;
1). ओहो मसीहा आया | Oho Masiha Aya
2) येशु आया है खुशियां लाया है | Yeshu Aaya Hai Khushiyan Laya Hai
3) जश्न मनाओ आज येशु में जश्न मनाओ | Jashn Manao