Prabhu Mein Aanandit Raho | प्रभु में आनंदित रहो | Gospel Song | Lyrics and Music – Hindi Christian Song Lyrics

📱
Leading Worship or Choir Practice?
Share these lyrics & chords to your WhatsApp group
Share on WhatsApp

Prabhu Mein Aanandit Raho (प्रभु में आनंदित रहो) is an uplifting Hindi Christian worship song. Explore the complete lyrics in Hindi (Devanagari script), English transliteration, song credits, meaning, and official music video below.

Song Title:Prabhu Mein Aanandit Raho (प्रभु में आनंदित रहो)
Language:Hindi (हिंदी)
Category:Hindi Christian Songs Lyrics
All Songs Directory:A–Z Christian Songs Directory

Praise The Lord. प्रभु में आनंदित रहो || Prabhu Mein Aanandit Raho Lyrics || Hindi Christian Gospel Song || Hindi Songs || Song Lyrics || Music Video ||

Prabhu Mein Aanandit Raho Lyrics in Hindi

ये दिन प्रभु ने जो तुझको दिया
उसमें आनंदित रहो –(2)
प्रभु में आनंदित रहो –(4)

1.
उसने ही जीवन दिया हैं उसका धन्यवाद करो
सारे पृथ्वी के लोगो प्रभु का धन्यवाद करो
प्रभु का गुणगान करो –(4)
ये दिन प्रभु ने…………. |

2.
हर वक़्त प्रार्थना करो तुम उसकी स्तुति करो तुम |
शैतान को जिसने हराया उसकी जय जयकार करो |
प्रभु की स्तुति करो प्रभु का जयकार करो –(2)

ये दिन प्रभु ने जो तुझको दिया
उसमें आनंदित रहो
प्रभु में आनंदित रहो –(8)

———-|———–|———–|———–

Prabhu Mein Aanandit Raho in English

Ye Din prabhu ne jo tujhko diya,
Usme aanandit raho –(2)
Prabhu mein aanandit raho –(4)

Verse 1.
Usne hi jeewan diya hain uska dhanyawaad karo
saare pithavi ke logo prabhu ka dhanyawaad karo
Prabhu ka gungaan karo –(4)
Ye din prabhu ne ………. |

Verse 2.
Har waqt prarthana karo tum uski stuti karo tum
shaitaan ko jisne haraaya uski jai jaikaar karo
prabhu ki stuti karo prabhu ka jaikaar karo –(2)

Ye Din prabhu ne jo tujhko diya,
Usme aanandit raho
Prabhu mein aanandit raho –(8)

———-|———–|———–|———–

Music Video

Song Details and Credit

  • Song : Prabhu Mein Aanandit Raho
  • Singer : Nancy Brown Johnson
  • Lyrics : Ashish Das
  • Music : Shridhar Nagraj
  • Label : Nancy Brown

Hindi Christian Songs List | हिंदी मसीही गीतों की सूचि

More Gospel Songs Lyrics ;

1) Aaradhana Ho Teri Prabhu|आराधना हो तेरी प्रभु 

2) Yeshu Tera Naam Zindagi | येशु तेरा नाम जिंदगी

3) Aaye Hai Hum Tere Charno Mein | आये है हम तेरे चरणों में 


Discover more Hindi worship songs, chords, and hymns in our Hindi Christian Songs Category or explore our global collection of Top 100 Trending Christian Songs.

Leave a Reply