Praise The Lord. प्रभु में आनंदित रहो || Prabhu Mein Aanandit Raho Lyrics || Hindi Christian Gospel Song || Hindi Songs || Song Lyrics || Music Video ||
Prabhu Mein Aanandit Raho Lyrics in Hindi
ये दिन प्रभु ने जो तुझको दिया
उसमें आनंदित रहो –(2)
प्रभु में आनंदित रहो –(4)
1. उसने ही जीवन दिया हैं उसका धन्यवाद करो
सारे पृथ्वी के लोगो प्रभु का धन्यवाद करो
प्रभु का गुणगान करो –(4)
ये दिन प्रभु ने…………. |
2. हर वक़्त प्रार्थना करो तुम उसकी स्तुति करो तुम |
शैतान को जिसने हराया उसकी जय जयकार करो |
प्रभु की स्तुति करो प्रभु का जयकार करो –(2)
ये दिन प्रभु ने जो तुझको दिया
उसमें आनंदित रहो
प्रभु में आनंदित रहो –(8)
Ye Din prabhu ne jo tujhko diya,
Usme aanandit raho –(2)
Prabhu mein aanandit raho –(4)
Verse 1.
Usne hi jeewan diya hain uska dhanyawaad karo
saare pithavi ke logo prabhu ka dhanyawaad karo
Prabhu ka gungaan karo –(4)
Ye din prabhu ne ………. |
Verse 2.
Har waqt prarthana karo tum uski stuti karo tum
shaitaan ko jisne haraaya uski jai jaikaar karo
prabhu ki stuti karo prabhu ka jaikaar karo –(2)
Ye Din prabhu ne jo tujhko diya,
Usme aanandit raho
Prabhu mein aanandit raho –(8)
Official Music Video
Song Information & Credits
| Song Title: | प्रभु में आनंदित रहो – Prabhu Mein Aanandit Raho Song Lyrics | Hindi Christian Song |
| Language: | Hindi (हिंदी) |
| Category: | Hindi Christian Songs Lyrics |
| Singer / Artist: | Nancy Brown Johnson |
| Lyrics: | Ashish Das |
| Music: | Shridhar Nagraj |
| Label: | Nancy Brown |
| All Songs Directory: | A–Z Christian Songs Directory |
प्रभु में आनंदित रहो – Prabhu Mein Aanandit Raho Song Lyrics | Hindi Christian Song is an uplifting Hindi Christian worship song. Explore complete Hindi lyrics, transliterated English lyrics, and official video above on ChristianSongz.com.