सीयोन में प्रभु की होवे जयजयकार – Seeyon Mein Prabhu Ki Hove Jayjaykaar Song Lyrics in Hindi & English | Stuti Gayan #11

🎵 Song Lyrics in Hindi Script (हिन्दी लिरिक्स)

मुखड़ा / कोरस:
सीयोन में प्रभु की होवे जयजयकार
आसमान के आसमान में गाये परम्पार
स्तुति और महिमा पराक्रम
विजय हमारे मसिह येशु का है
हालेलुयाह आमेन (3)

1. जिन्दा है प्रभु जिन्दा है – मेरा येशु मसिह जिन्दा है
मारा गया था गाड़ा गया था – तीसरे दिन जी उठा है सीयोन में ॥सीयोन में॥

2. सुन्दर है अती सुन्दर है – हजारों में वो प्रिय है
सारोन का गुलाब है भोर का तारा है – लाखों में वो मेरा प्रिय है ॥सीयोन में॥


🔤 Song Lyrics in English Transliteration

Seeyon Mein Prabhu Ki Hove Jayjaykaar
Aasmaan Ke Aasmaan Mein Gaaye Parampar
Stuti Aur Mahima Paraakram
Vijay Hamaare Masih Yeshu Ka Hai
Hallelooyah Aamen (3)

1. Zinda Hai Prabhu Zinda Hai – Mera Yeshu Masih Zinda Hai
Maara Gaya Tha Gaada Gaya Tha – Teesre Din Jee Utha Hai Seeyon Mein ||Seeyon Mein||

2. Sundar Hai Ati Sundar Hai – Hazaaron Mein Wo Priya Hai
Saaron Ka Gulaab Hai Bhor Ka Taara Hai – Laakhon Mein Wo Mera Priya Hai ||Seeyon Mein||


🎸 Guitar & Keyboard Chords

Key: D Major | Time Signature: 4/4 | Capo: None

[Intro]
D  -  G  -  A  -  D

[Chorus]
[D] [G]
Seeyon Mein Prabhu Ki Hove Jayjaykaar
[A] [D]
Aasmaan Ke Aasmaan Mein Gaaye Parampar (2)
[D] [G]
Stuti Aur Mahima Paraakram
[A] [D]
Vijay Hamaare Masih Yeshu Ka Hai
[D] [G] [A] [D]
Hallelooyah Aamen Hallelooyah Aamen (Seeyon Mein)

[1. Stanza]
[D] [G] [A] [D]
1. Zinda Hai Prabhu Zinda Hai Mera Yeshu Masih Zinda Hai
[D] [G] [A] [D]
Maara Gaya Tha Gaada Gaya Tha Teesre Din Jee Utha Hai (Seeyon Mein)
“`


📖 Meaning & Spiritual Reflection (भावार्थ)

Hindi Bhavaarth (भावार्थ):
मसीह के पुनरुत्थान, मृत्यु पर विजय और स्वर्ग में होने वाली सनातन जयजयकार का उत्सव मनाने वाला शक्तिशाली स्तुति गान।

English Meaning:
A glorious resurrection anthem celebrating Christ’s victory over death and the unending praises of the heavenly Zion.


🎥 Watch & Listen (ऑडियो & वीडियो गीत)



Leave a Reply