Praise The Lord. तुम दोनों की जोड़ी, Tum Dono Ki Jodi Lyrics, Christian Wedding Songs, Wedding Songs, Marriage Songs, Wedding Song in Hindi, Hindi Song, Song Lyrics, Music Video.
Tum Dono Ki Jodi Lyrics in Hindi
तुम दोनों की जोड़ी बनाई,
रब ने बड़ी कमाल –(2)
दुख में सुख में इक दूजे का
रखना सदा खयाल
जोड़ा जिसने तुम दोनों को
प्यार के बंधन में –(2)
रक्षा करेगा तुम दोनों की
हर पल जीवन में
तुम भी हमेशा जाहिर करना,
उसका सदा जलाल –(2)
दुख में सुख ……………… |
सदा निभाना हर मुश्किल में
इक दूजे का साथ –(2)
जीवन राहें ऊंची नीची
पर ना छोड़ना हाथ
इक दूजे को हाथ बढ़ा कर
लेना सदा संभाल –(2)
दुख में सुख …………….. |
फूलो फोलो और बढ़ते जाओ
बेजी और करम –(2)
खुशहाली और खुशिया पाओं
बेजी और करम
प्यार मोहब्बत और वफ़ा की
जग में बनो मिसाल –(2)
दुख में सुख …………….. |
हम दोनों की जोड़ी बनाई
रब ने बड़ी कमाल –(3)
♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫
Tum Dono Ki Jodi Lyrics in Hindi
Tum dono ki jodi banaai
Rab ne badi kamaal –(2)
Dukh mein sukh mein ik duje ka
Rakhna sada khayaal
Joda jisne tum dono ko
Pyaar ke bandhan mein –(2)
Rakhsha kare ga tum dono ki
Har pal jeevan mein
Tum bhi hamesha zahir karna
Uska sada jalaal –(2)
Dukh mein sukh ……………. |
Sada nibhana har mushkil mein
Ek duje ka saath –(2)
Jeevan raahein unchi nichi
Par na chorna haath
Ek duje ko haath barha kar
Lena sada sambhaal –(2)
Dukh mein sukh ……………. |
Phoolo phalo aur bharte jao
Bezi aur Karam –(2)
Khushhaali aur khushiya paoun
Bezi aur Karam
Pyaar mohabbat aur wafaa ki
Jag mein bano misaal –(2)
Dukh mein sukh mein ik duje ka
Rakhna sada khayaal
Hum dono ki jodi banaai
Rab ne badi kamaal –(3)
♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫♫
Official Music Video
Song Information & Credits
| Song Title: | तुम दोनों की जोड़ी – Tum Dono Ki Jodi Song Lyrics | Hindi Christian Song |
| Language: | Hindi (हिंदी) |
| Category: | Hindi Christian Songs Lyrics |
| Singer / Artist: | Maqsood Sisters – Mariam and Sana Maqsood |
| Lyrics: | – |
| Music: | Ustad Younas Mehdi |
| Label: | Rev Irfan Martin John |
| All Songs Directory: | A–Z Christian Songs Directory |
तुम दोनों की जोड़ी – Tum Dono Ki Jodi Song Lyrics | Hindi Christian Song is an uplifting Hindi Christian worship song. Explore complete Hindi lyrics, transliterated English lyrics, and official video above on ChristianSongz.com.