Praise The Lord. विश्वायोग्य यीशु || Vishwasyogya Yeshu Lyrics || Filadelfia Music || New Masih Geet || New song || Hindi song Lyrics || Song Lyrics || Music Video ||
Vishwasyogya Yeshu Lyrics in Hindi
1. विश्वायोग्य यीशु, भरोसेमंद तू रहा,
जो कुछ तूने कहा था, उसे पूरा भी तूने किया –(2)
धन्यवाद हर दिन, शुक्रिया हर समय
आभारी हैं हर बात में, शब्द भी कम पड़ जाते
धन्यवाद हर दिन, शुक्रिया हर समय
आभारी हैं हर बात में, कैसे हम वर्णन करें
2. राहों को सरल बनाया, बंद दरवाजों को है खोला,
नए रास्तों से लिए चला, आग में से तूने निकाला –(2)
धन्यवाद हर दिन………….|
3. निर्बलता में तू है मेरा बल, निर्धनता में मेरा धन
निराशा में मेरी आशा तू, दुविधा में दिशा बना –(2)
धन्यवाद हर दिन………….|
4. कदमों को स्थिर तू करेगा, हाथों को तू ही थामेगा
आंखों ने जो नहीं देखा, ऐसे अद्भुत काम तू करेगा –(2)
धन्यवाद हर दिन …………..|
Vishwasyogya Yeshu Lyrics in Hindi
Vishvaas yogya yishu, bharosemand tu raha,
Jo kuch tune kaha tha, usey poora bhi tuney kiya –(2)
Dhanyavaad har din, shukriya har samay
Aabhaari hain har baat mein,
Shabd bhi kam pad jaate
Dhanyavaad har din, shukriya har samay
Aabhaari hain har baat mein,
Kaisey ham varnan karen
Raahon ko saral banaaya, band daravaajon ko hai khola
Nae raaston se liye chala, aag mein se tuney nikaala
Nirbalata mein too hai mera bal, nirdhanta mein mera dhan
Niraasha mein meri aasha tu, duvidha mein disha bana
Kadmo ko sthir tu karega, haathon ko tu hi thamega
Aankhon ne jo nahi dekha, aise adbhut kaam tu karega
Official Music Video
Song Information & Credits
| Song Title: | विश्वायोग्य यीशु – Vishwasyogya Yeshu Song Lyrics | Hindi Christian Song |
| Language: | Hindi (हिंदी) |
| Category: | Hindi Christian Songs Lyrics |
| Singer / Artist: | Neelkanth Digal, Iyob Mavchi, Vinod Vasave, Joyson Mathew |
| Lyrics: | Paul and Christy Mathews, Shalom Naik |
| Music: | Filadelfia Music |
| Label: | Filadelfia Music |
| All Songs Directory: | A–Z Christian Songs Directory |
विश्वायोग्य यीशु – Vishwasyogya Yeshu Song Lyrics | Hindi Christian Song is an uplifting Hindi Christian worship song. Explore complete Hindi lyrics, transliterated English lyrics, and official video above on ChristianSongz.com.